?
.Baat kare
Khuda ka jikr kare, ya tumhare bat kare.
Hame to isnq se matlab , kisi ki bat kare.
Gulon ke rang se, khusbhu se hai gardi humko.
Chaman kho jaye to, kuch tajgi ki bat kare.
Tumhare baju me sabrmand v hai, sekh v hai.
Piye sarab v to nek badi ki baat kare.
Humriste tum v nahi ho, hum v nahi hai.
Hum insan hai to fir insan ki baat kare.